copyright. Powered by Blogger.

दस्तक

>> Tuesday, November 25, 2008


कड़वाहटें मन में जो इतनी हैं

कि गुलों की खुशबू भी नही सुहाती है

कैसे इन काँटों को निकालूँ मैं

कि हर अंगुली मेरी लहुलुहान हुई जाती है

एहसास का ही जज्बा न हो जहाँ

वहां उम्मीद ही क्यों लगायी जाती है

उम्मीद ही नाराजगी का रूप धर कर

दिल के दरवाजों को बंद कर जाती है।

इन बंद दरवाजों को खोलने की कोशिशें

सब यूँ ही व्यर्थ चली जाती हैं

सारी उम्मीदें और चाहतें जैसे

एक खोल में सिमट कर रह जाती हैं ।

फिर चाहे तुम दस्तक देते रहो बार - बार

दिल के कान बहरे ही रह जाते हैं

अपनापन कहीं बीच में रहता नही

अपने लिए ही सब जीते चले जाते हैं.

7 comments:

Unknown 11/25/2008 6:13 PM  

ehsaas ka zazba na hon jahaan wahaan ummid kyun lagaayi jaati hai,
ummid he narazgi ka rup bankar dil k dwaar ko band kar jaati hai...
Bahut khub likha hai aapne...
====
Aksar yehi hota hai jeevan me hum ummidon ki aas ko itna jyaada dil me sama lete hain ki khud he apne pair baand lete hain...
jaise ki
"
Maine apne Pairon me Zanzir daaldi, aur zamaane se pooch baitha meri khata kya hai....
"
hum koi tippani nahi de rahe lekin shaayad sachchai hai is baat me hum ye maante hain....
agar in baaton se dukh pahuncha ho tha kshma chaahenge....Aapka mitra "Rama Pyaara, jo maane har banda hai khuda ko Nyaara"

masoomshayer 11/25/2008 8:03 PM  

दिल के कान बहरे ही रह जाते हैं

अपनापन कहीं बीच में रहता नही

अपने लिए ही सब जीते चले जाते हैं.

sab kah diya bahut khoobsoorta tareeke se wah
ANil

Anonymous,  11/25/2008 11:06 PM  

bahut khubsurat likha hai Di! sachmuch ke ehsaas or sunder shabd.

Yash.. 11/26/2008 11:34 AM  

Punah ek bahut he khubsurat abhivyakti aapki..

saashwat satya ko shabdon me bahut khubsurati se ukera hai aapne..

yah to sach he hai na gatika jee ki.. sukh ke saath dukh aur aasha ke saath neerasha dono ka hona.. bahut jaruri hai..

Meethe ke saath thoda theekha na hoo too.. maza bhee to nahi aata na..

Again lots of appreciation n best wishes to you..

keep it up..

Yash..

श्रद्धा जैन 11/26/2008 4:08 PM  

bahut achhe se kaha hai dil ke har ehsaas ko
kadwahaten man ki waqayi itna dukh deti hai ki kahi kuch achcha nahi lagta

taanya 11/28/2008 12:47 PM  

sangeeta ji kadvaahato k sath to zindgi nahi bitayi ja sakti na...aur jine k liye ehsaaso ko jinda rakhna bhi jaruri hai..varna na-ummidiya to zindgi ko deemak ban chaat jayengi..to is se behtar hai apni niraashaao ko hata kar, apni kadvahto ko bhool kar nayi raahe talaash ki jaye, nayi umeede, naye ehsaas kaayam kiye jaaye,,, u to zindgi maatr ek laash ban kar dhone k liye reh jayegi...

aur itni udaasinta,,,,itni nirasha theek nahi...kuchh lines apke liye..

gam k sailaab nikal jane de..
kaali raat guzer jane de..
khamoshi se ashk beh jane de..
bas itna sa ek kaam kar..
ek aas deep ka prakash kar..
nayi subeh to aayegi..
jo sab baha le jayegi..

nayi raho ki shuruaat kar..
thoda himmat se tu kaam kar...
itna na tu neer baha..
na vyakul ho, nayi ummeed jaga..
har raah aasaan ho jayegi..
bas naye raasto ka tu istekbal kar..

sangeeta ji aapka jazbaato ko paish karne ka tareeka bahut bahut acchha hai..
bt b positive...........

रश्मि प्रभा... 12/05/2008 12:33 PM  

mann ki gahree bhawna......bahut achhi

Post a Comment

आपकी टिप्पणियों का हार्दिक स्वागत है...

आपकी टिप्पणियां नयी उर्जा प्रदान करती हैं...

आभार ...

हमारी वाणी

www.hamarivani.com

About This Blog

आगंतुक


ip address

  © Blogger template Snowy Winter by Ourblogtemplates.com 2009

Back to TOP