copyright. Powered by Blogger.

शून्यता

>> Tuesday, February 24, 2009





जब कभी मन में
शून्यता घर कर जाती है
तो सोचें सब कुंद हो
मन को जलाती हैं
चाहूँ भी इस जलन से
बाहर आना
सोच फिर मुझे
शून्यता में ले जाती हैं ।

सोचो तो -
क्यों हो जाती है
ज़िन्दगी में नीरसता
क्या है जो मुझे
मन ही मन कचोटता है
शायद मन का है
ये एकाकीपन
जो ऐसा सोचने पर
मुझे विवश करता है ।

फिर आँख बंद कर
मैं ध्यान लगाती हूँ
लगता है कि -
मेरी सोचों को
पंख मिल गए हैं
बंद आँखों से
आसमां दिखता है
शून्य भी सारे
न जाने कहाँ खो गए हैं

छंट जाती हैं सारी निराशाएं
और मिल जाता है
मन से मन मेरा
सारा ब्रह्माण्ड समां जाता है
शून्यता में
जलन को भी
मिल जाती है शीतलता .
















5 comments:

पूनम श्रीवास्तव 2/25/2009 11:01 PM  

Adarneeya Sangeeta ji,
yahee shoonya hee to jeevan ka sach hai.isee shoonya men atna,parmatma ..sab kuchh chhipa hai...bahut achchhee lageen apkee panktiyan.
फिर आँख बंद कर
मैं ध्यान लगाती हूँ
लगता है कि -
मेरी सोचों को
पंख मिल गए हैं
बंद आँखों से
आसमां दिखता है
शून्य भी सारे
न जाने कहाँ खो गए हैं
apko hardik badhai.
Poonam

taanya 2/26/2009 12:28 PM  

Sangeeta ji bahut acchhi rachna...itni baariki se apni socho ko shabdo ka jaama pehnane ka hunar aapko bakhubi aata hai..aur mujhe bhi aapse ye seekhna chaahiye..to kahiye kab aau tution attend karne...???? :D coz me jb b likhne baithti hu...jo man me hota he vo to puri tareh shabd roop le nahi pata aur rachna aur hi aakaar me dhal jati hai...so i must learn it..

फिर -
आँख बंद कर
मैं ध्यान लगती हूँ
लगता है कि
मेरी सोचों को
पंख मिल गये हैं
बंद आँखों से
आसमाँ दिखता है
शून्य भी सारे
न जाने कहाँ
खो गये हैं.

छेंट जाती हैं सारी निराशाएँ
और मिल जाता है
मन से मन मेरा
सारा ब्रह्मांड समा जाता है
शून्यता में
जलन को भी
मिल जाती है शीतलता.

lol to aapne apne shooney,apne ekakipan aur sari niraashaao ka hal khud hi dhoond nikala hai aur kitna aasaan bhi hai...to dear aankhe band kare rakhiye naa :P kyu bekar me energy waist kar rahi hai aankhe khol ke :lol: :lol: :lol: :lol:

aur lol duniya itna paisa kharch kar ke sirf world tour kar pati hai aur aaaaaaaaaaaaaap to aankhe band kar ke pura brahmaand ghooooooooooom aati hai...what an imagination power and what a speeeeeeeeeeed....kisi ne such hi kaha hai ki man ki gati aandhi tufaan se bhi ati teever hai.. aur aapko to kitna faayeda bhi ho gaya ki apkii shoonyeta ko sheetalta bhi mil gayi...areyyyyyyyyy bhai aur kya chaaahiyeeeeeeeeeeeee??? :shock:

anyway sangeeta ji mera u rev.dena apko kahi khatakta ho to sorry...bas aapki shoonyeta ko thora kam karne ka prayaas tha...as usual apki rachna bahut khoobsurat he jo ki me pehle b keh chuki hu ki aap emotions ko sunder shabdo ke motiyo me piro ek khoobsurat mala ka roop deti hai..u hi hamare beech apne bhaav share karte rahiye..intzar rahega..

masoomshayer 2/28/2009 11:22 AM  

bahut bahut sundar rachana akhree do band bahut hee achhe likhe hain

रश्मि प्रभा... 2/28/2009 1:13 PM  

bahut hi gahre bhawon ko vyakt kiya hai,bahut achhi rachna.....

निर्झर'नीर 3/02/2009 10:08 AM  

sochta hun
kyuN hai zindgii neeras?
shyad ras sokh liya hai
ushn havaoN ne

Post a Comment

आपकी टिप्पणियों का हार्दिक स्वागत है...

आपकी टिप्पणियां नयी उर्जा प्रदान करती हैं...

आभार ...

हमारी वाणी

www.hamarivani.com

About This Blog

आगंतुक


ip address

  © Blogger template Snowy Winter by Ourblogtemplates.com 2009

Back to TOP